Kun Faaya Kun Kun Faaya Kun Faaya Song Lyrics (Rockstar) Mohit Chauhan, Javed Ali, A R Rahman

Singer(s) : Mohit Chauhan Javed Ali A R Rahman
Lyricist(s) : Irshad Kamil
Music(s) : A R Rahman
Rockstar 2011: All Songs | Movie Details

Kun Faaya Kun Kun Faaya Kun Faaya From Movie/ Album Rockstar 2011 Song Sung By Mohit Chauhan, Javed Ali, A R Rahman Music Composer/ Music Director A R Rahman Lyrics written by Irshad Kamil

ya nizamuddin auliya, ya nizamuddin salka
kadam badha le, hado ko mita le
aaja khaalipan mein pee ka ghar tera
tere bin khaali aaja khaalipan me
tere bin khaali aaja khaalipan me

rangreza rangreza rangreza ho rangreza
kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
wo jo mujhme samaya, wo jo tujhme samaya maula wahi wahi maya
wo jo mujhme samaya, wo jo tujhme samaya maula wahi wahi maya
kunfaya kun kunfaya kun
sadaqa allah ul ali azim

rangreza rang mera tann mera mann
le le rangaai chahe tann chahe mann
rangreza rang mera tann mera mann
le le rangaai chahe tann chahe mann
sajra savera mere tan barse, kajra andhera teri jaan deewa
sajra savera mere tan barse, kajra andhera teri jaan deewa
katra mila jo tere dar barse o maula, maula
kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kun
kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
kunfaya kun kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kunfaya kun
jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
jab kahi pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
kun fayakun kun fayakun
sadaqa allah ul ali azim, sadaq rasud mohammed ul karim
salallah ilayhi wasallam, salallah ilayhi wasallam

ho mujhpe karam sarkar tera
araj tujhe kar de mujhe mujhse hi riha
ab mujhko bhi ho deedar mera
kar de mujhe mujhse hi riha, mujhse hi riha
mann ke mere yeh bharam, kachche mere yeh karam
leke chale hai kaha, main toh jaanu hi na
tu hai mujh mein samaaya kaha leke mujhe aaya
mai hu tujh mein samaaya tere pichhe chala aaya
tera hi main ik saya tune mujhko banaya
mai toh jag ko naa bhaaya
tune gale se lagaya haq tu hi hai khudaya
sachch tu hi hai khudaya aa

Comments