Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics
Hua hai aaj pehli baar   
 Jo aise muskuraya hun    
 Tumhe dekha toh jaana ye    
 Ke kyun duniya mein aaya hun
Hua hai aaj pehli baar   
 Jo aise muskuraya hun    
 Tumhe dekha toh jaana ye    
 Ke kyun duniya mein aaya hun    
 
Ye jaan lekar ke ja meri   
 Tumhein jeene main aaya hoon    
 Main tumse ishq karne ki    
 Ijazat rabb se laya hoon
Zameen se asmaan tak   
 Hum dhundh aaye jaha saara    
 Bana paya nahi abb tak    
 Khuda tumse koi pyara (x2)
Baaton mein teri hai badmashiyan   
 Sab bewaja ki hai tarifiyan
Main likh dun aasman par yeh   
 Ke padhlega jaha saara    
 Huaa na hoga ab koi    
 Yahaan hum do sa dobara
Main duniya bhar ki taarife   
 Tere sajde mein laaya hoon    
 Main tumse ishq karne ki    
 Ijazat rab se laaya hoon
Tu hai jo rubaroo mere   
 Bada mehfuz rehta hun    
 Tere milne ka shukrana    
 Khuda se roj karta hun (x2)
Humko pata hai yeh nadaniya hai   
 Awara dil ki hai aawariya
Ye dil pagal bana beitha   
 Ise ab tu hi samjha de    
 Dikhe tujhme meri duniya    
 Meri duniya tu banjare
Hoon khushkismat jo kismat se   
 Tumhein aise main paya hoon    
 Main tumse ishq karne ki    
 Ijazat rabb se laaya hoon
Comments
Post a Comment